ads


  • Salan main ghalti se ziada namak dal jae tou pareshan na hon , is main sirf aik chila hoa aalo dal dain woh tamah izafi namaz jazb kar le ga.
  • Agar aap tasali karna chahti hain ke anda kharab tou nahi tou ande ko thande na mak mile pani main dal dain agar woh tairne lage to samajh jaen ke anda kharab hai agar doob jae to samajh lain ke anda theek hai.
  • Ande ko ubalne se pehle agar pani main thora sa namak mila lain to ande ka chilka phat-ta nahin.
  • Agar leemo ka rus ziada hasil karna chahte hain tou is oven main halka sa garam kar lain ya phir garam pani main kuch dair ke liay rakh dain.

  • Aalo Ke Chips :
    Aalo ke chips fry karte waqt agar karhai main  thori si pisi hoi phitkri dal di jae to chips bohat khasta , kurkure aur safaid ho jate hain.


    Chaye Ka Dagh:
    Kapron par agar chaye gir jae to is par foran talcom powder chirak dain.Chaye ka dagh kapron par nahin jame ga .

Teeth whitening at home in Urdu , Tips for teeth whitening Fast , Home Remedies for Teeth Whitening.

Thanks To (http://achi-web.blogspot.com)

Advertisement

0 comments:

Post a Comment

 
Top